Recent Posts

This is default featured slide 1 title

just a wait for new update

This is default featured slide 2 title

just a wait for new update

This is default featured slide 3 title

just a wait for new update

This is default featured slide 4 title

just a wait for new update

This is default featured slide 5 title

just a wait for new update

Tuesday, 23 February 2016

Hindi Birth Day Shayari



Janmdin ki bhadhai ho!

Aap wo phool ho jo gulshan mein nahin khilte,
Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr hai karte,
Aap ki zindagi hadd se zyada kimti hain,
Janam din aap hamesha mnaye yu hi hanste hanste.
Janamdin Mubarak

Monday, 22 February 2016

sad shayari bewafai



Kaash wo samjhte iss dil ki tadap koo,
Toh hamein yu ruswaa naa kiya jata,
Yein berukhi b unkee manzur thee hamein,
Ek baar bas hamein samajh liya hota!

Sunday, 21 February 2016

love shayari for you

ये लम्हे, ये पल हम बरसों याद करेंगे,
ये मौसम चले गये तो हम फर्याद करेंगे,
इन सपनों की तस्वीरों से,
इन यादों की जंजीरों से अपने दिल को..

Monday, 15 February 2016

New Sad Shayari Collection 2016



In Aasuon Ko Apni Palkoh Tak Laaya NaKaro,
Apne Dil Ki Baat Kissi Ko Bataaya Na Karo,
Mutthi Me Namak Liye Ghoomte Hai Log,
Zakham Yeh Dil Ke Kisi Ko Dikhaaya Na Karo!

Romantic Shayari

Dil me humne tumhaare pyar ki dastaan likhi hain,
Naa thodi naa tamaam likhi hain,
Kabhi humaare liye b dua kar liya karo sanam,
Humney toh har ek saans tumhaare naam likhi hain!

Tuesday, 9 February 2016

New Love Shayari



बदलना आता नहीं हमे मौसम की तरह,
हर इक रुत में तेरा इंतज़ार करते हैं,
ना तुम समझ सकोगे जिसे क़यामत तक,
कसम तुम्हारी तुम्हे हम इतना प्यार करते हैं|

Monday, 8 February 2016

Propose day shayari

Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai, 
Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte, 
Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai, 
Bas Izhar Nahi Karte!!!

valentines day shayari 2016



Kitna bhi chaho, na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik paoge
Humein mita sakte ho to mita do
Yaadein meri,
magar…
Kya sapno se juda kar paoge humein..............